jiia
1
Meray Muskan Ke Chaukhat Per Tum Aa Kar Laut Jaatay Ho
Qadam Laatay Nehi Aagaiy Kaho Ab Kyun Satatay Ho
Tumhari Chaap-e-paa Sunn Kar Hum Othh Kar Baith Jaatay Hain
Batao Neind Sai Hum Ko Tum Aisay Kyun Jagatay Ho
Abhi Tau Hum Nai Seekha Hai Furqat Main Saber Karna
Humaray Saber Ke Manzil Ko Itna Kyun Hilatay Ho
Tumhain Hum Sai Mohabat Hai Gila Hai Yaa Shikayat Hai
Ye Khud He Faisla Karlo Humain Kyun Aazmatay Ho
Bardi Mushkil Sai Rakha Hai Qadam Hum Nay Zamanay Main
Meray Mohsin Meri Koshish Ko Mushkil Kyun Banatay Ho
Sada Hum Nay Tumhari Zeest Mai Dhoondi Jaga Apni
Ab Apnay Dil K Derwazay Ko Khula Kyun Dikhatay Ho
Tumhi Nai Taud Dalaiy Thhay Subhi Rishtay Mohabat K
Na Mehrum Ban K Jeenay Ka Saleeka Kyun Sikhatay Ho
Re: yi khod hi fesla kerlo hame kion azmaaty ho
Bardi Mushkil Sai Rakha Hai Qadam Hum Nay Zamanay Main
Meray Mohsin Meri Koshish Ko Mushkil Kyun Banatay Ho
allaaa
Re: yi khod hi fesla kerlo hame kion azmaaty ho
Bardi Mushkil Sai Rakha Hai Qadam Hum Nay Zamanay Main
Meray Mohsin Meri Koshish Ko Mushkil Kyun Banatay Ho
BaRe armano se rakha hai balam teri qasam
pyar ki dunya main ye pehla qadam.. ho ho.. pehla qadam
jiia
4
Re: yi khod hi fesla kerlo hame kion azmaaty ho
peha nahi tha BYE BYE WALA QADAM THA JO VO BHI NAHI RAKHNE DETA
ghour se perhen kahan hy dhean aapka 