Kabhi jo ker sako aisa
to koshish ker k dekhna..
mujhe..meri tarah chahna..
faqat meri talab kerna..
phir mujhse door ho jana..
main kahon?bhool jao mujhe..
tum roz duaon may mangna..
main tumse her nata tor lon..
tumse her wo haq chheen lon
k tumhare paas agar wo ho
to nuqsan kisi ka na ho per..
shayad tum jee lo..
per tum chup reh k her ghum pee lo..
aur aisa bhi kerna k..
magar nahi..
tum aisa ker nahi sakti..
meri jagah khud ko rakh nahi sakti..
tum mujhe..meri tarah chah hi nahi sakti?
Re: ^^ yi bhi kaha tha naa ^^
tum aisa ker nahi sakti..
meri jagah khud ko rakh nahi sakti..
tum mujhe..meri tarah chah hi nahi sakti?
ek dafa Ashfaq Ahmed ne iss theme pe drama likha tha.. jab do saheliyon ki roohen aapus main badal di jati hain
Re: ^^ yi bhi kaha tha naa ^^
![]()
bus sari khubiyaaan in mae hain ![]()
Re: ^^ yi bhi kaha tha naa ^^
han orr kia aai baty ![]()
Re: ^^ yi bhi kaha tha naa ^^
samjtha kya hai khud ko… ![]()
muhabbat ko utha or daal dirya mae hun ![]()
Re: ^^ yi bhi kaha tha naa ^^
tum aisa ker nahi sakti..
**meri jagah khud ko rakh nahi sakti..**
wo patla hoga...wo moTi hogi