Niyat hi agar theek zamanay ki nahi hai
jaldee tou mujhay bhi kahin janay ki nahi hai
jin khowaboon ki tabeer par israar hai tumko
un khowaboon ki tabeer batanay ki nahi hai
jis baat ko phirtay ho chupaey huey dil mein
woh baat kisi say bhi chupanay ki nahi hai
iss bheer mein saaye say bicharta hua saya
kahta hai yahan sath nibhane ki nahi hai
jaltay huey shehroon mein izafa hi to hoga
jab rasm koi aag bhujanay ki nahi hai
chehroon say parho jabr-e-mah-o-saal ki tareekh
yeh dastaan duniya ko sunnanay ki nahi hai
sab loag khazanay ki taraf daur rahay hain
chabee tou kisi k pass khazanay ki nahi hai
jo teray liyey waqt say lartay hain abhi tak
unko to khabar hi teray aanay ki nahi hai
dukh yah hai tu sach sunnay ka adee nahi warna
**yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai **
2 Likes
Sheal
2
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..
nice sharing bheegi :k:
2 Likes
Aryaan
3
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..
Bohat khoob Bheegiyaad..:k:
2 Likes
muncho
4
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!...
kia kahnay g bahut achee sharing
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!...
thanx eve 1...
K337
6
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..
aallaa 
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..
bohat khoob :k:
Ali_2
8
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..
buhat khoob :k:
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!...
Excellent kya baat he Bheegiyaad Beautful
fara
10
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!...
Achi hay bheegi!
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!...
Woh to lag he raha hai :p
btw nice sharing :)
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..
:k:

wah V. Nice.. 
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..
pingu tumnay parha bhi hai ya aiwen :aq:
kya lag raha hai ?
P.S thanx eve 1
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..

Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..

Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!..

muddii
18
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!...
Nice choice Bheegi:)
Re: yeh umr tujhay khowab dekhanay ki nahi hai !!!...
^ thanx

Nice!!