http://www.gupistan.com/gallery/1/onlineuk.jpg
¨°º¤ Ķämßáķħŧ ͧħq ¤º°¨
awwwwwwwwwww so cute
awww…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
very hi cute kaka-K…
thanx 4 posting te sharing…
God bless u…
DerVaisH
Ai khuda jazba-e-ehsaas na bakhsha hota…
Acha hota ager pather ka tarasha hota…
Waja-e-tehQeer hon insanon mein insan ho ker…
Pather ka hota to inhe insanon ne pooja hota…
abhee sey karnay lagay tou aagay jaa kar kya hoga??
Zabar10 Khanu
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
ºÍƒ ¥òù ‡hîñk m¥ Ê¥ê§ å®ê bêåù‡îƒù£
͇'§ bêcåù§ê ‡hê¥ å®ê £ôôkîñg å‡ ¥òùº
So much talent at such tender age,
.......
Life is like a piano, What u get out of it depends on how u play it.
.......
Umer… apnay kurtoot sambhal kay rakhna chahiyay thay na!!!
..and i thought it read ‘yeh umer aur uskey kartoot!’ astaghfirullah!
umer te kaertoot ka kia link?...mujhay daikho te mere kertoot daikho...:)
God bless u all...
DerVaisH
Ai khuda jazba-e-ehsaas na bakhsha hota...
Acha hota ager pather ka tarasha hota...
Waja-e-tehQeer hon insanon mein insan ho ker...
Pather ka hota to inhe insanon ne pooja hota...
Nice … Specially last one ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
shwwwwwwweeeeeeeeeeeeetttttttt childsss
Quit playing Games with my Heart
,.-~´ ¨¯¨*·~-.¸-(_ *WaFa* _)-,.-~*´¨¯¨·~-.¸
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
how ironic.
Hang on to your husband, he might come back into fashion.
u mean yeh sari app ki kartoot hey,
janab umer saab is kartoot ko pura kerney ke lieye aik umri bhi chaeye hoti hey wo kidher hay bhai saab.
Junnon se Aur Ishq se Millti hay Azadai-- Kurbani ki bahoon mein Millti hay ...
Ohhhhhhh sooooooooooo cuteeeeeeeeeee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
Khano jee laghta hai sab aap par ghay hai ..
oye pehlay tu mujhay yeh bataaao kay yeh bachhay balteee main kiyoon baithaaay hain ??? koi aur jaggaa nahin milli innn kooooo
Thanks everybody…ab zara fardan fardan sab ke lattay le loon! ![]()
**Leez:**Laholawallaquwwah Bhai Sahaaab! (Bhai Sahab par itna stress dia ke ghutnay dard karnay lagay!)..mere kartoot aise nahin hain..haath aage laein..pitai ho gi ab to!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif
ammarr: barey mian..kuch apne safaid balon aur chamakti chundia (soon to be) ka he khayal karo!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
Darvaish: Sahi kaha bhai mian boss…insaan dil se jawan hota hai..baaqi hum darvaish hain to kia hua…hum bhi apni gadri main la’al rakhtay hain.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Schahzad: Bhai Sahib..abhi woh ‘bann’ rahi hain na!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
(yeh makeup wala blush hai, real wala nahin)
Nayab: Bhai yeh nayab baat aap ke zehan ke pinjray main aai kaisay?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
phajjay mian: Bhai bachay to bachay hain…aqal ke kachay hain..balti main bethain ke khala ke goud main…kia khayal hai? ![]()
¨°º¤ Ķämßáķħŧ ͧħq ¤º°¨
[QUOTE]
Originally posted by Khanzada:
**Thanks everybody…ab zara fardan fardan sab ke lattay le loon! ![]()
Nayab: Bhai yeh nayab baat aap ke zehan ke pinjray main aai kaisay?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Hmmm jese keh khano jee aap ko pata hai keh hum kitne smart hai ..to is tarha ki batain to zehan main jaldi a jahtee hai na…aur wese bhi jis tarha bache hai usshi tarha aap bhi to…ahem ahem…aghay nahin kehtee yeh nah ho aap naraaz ho jahay…
Barhaal mujhe 2nr walha baby bohotttttttttttttttt cute lagha…Dil karta hai pakard loh jah kar..
^-- wicked!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
waisay aap ko second wali baby kyon achi lagi…mujhay to rote bache itnay buray lagtay hain..akh ganday thoo! :right left toba toba karne wala icon: aur jab rotay hain to dil chahta hai ke galla ghont don! <
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad2.gif
PS:
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
Waisay jinhon ne bachon ko baltion main rakha hai..un ke ghar main sab loug bas apne apne baathroom ke bahar vele khare hoon gae ke jaisay he bachon ka photo shoot khatam ho..balti milay aur nahanay jaein!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
¨°º¤ Ķämßáķħŧ ͧħq ¤º°¨
[QUOTE]
Originally posted by Khanzada:
**^-- wicked!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
waisay aap ko second wali baby kyon achi lagi…mujhay to rote bache itnay buray lagtay hain..akh ganday thoo! :right left toba toba karne wala icon: aur jab rotay hain to dil chahta hai ke galla ghont don! <
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad2.gif
PS:
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
Waisay jinhon ne bachon ko baltion main rakha hai..un ke ghar main sab loug bas apne apne baathroom ke bahar vele khare hoon gae ke jaisay he bachon ka photo shoot khatam ho..balti milay aur nahanay jaein!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
Tubha tubha yeh kia keh rehe hai aap…bache to itni achee hote hai …unhe kohi kese maar sakhta hai ..aur woh bhi galha ghont kar…
Burhee baat..humhe aap par ghussa a raha hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad2.gif
Tordha left right kar deh ghay to kia ho jahay gha..aur khano jee bolhe mat keh kabhi aap bhi bache thay…
hahahaha - Khanu aap apnaa bachpan bhool gaaey shaaed - agar galaa ghoontnay walee condition hooti tu aapp —!!!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
aur haan yar aaj kal mod zamana hay - balti aur mug say sirf paindoo nahataay hain