nahiiiiiiiiiiiii ho sakteeeeeeeeeeeee
**flooding here with answer of this dialouge **
nahiiiiiiiiiiiii ho sakteeeeeeeeeeeee
**flooding here with answer of this dialouge **
Re: yeh Shaadi
Ab tu ho bhi gaye ![]()
late kholaa thread 6 month.. ![]()
Re: yeh Shaadi
kyon ![]()
kyaa laRki kaa baap smuggler hay ??? ![]()
Re: yeh Shaadi
rewind ker fo film ko ..phir main dekhte hoon kaisai hote hay yeh shadi .
Re: yeh Shaadi
[QUOTE]
kyaa laRki kaa baap smuggler hay ????
[/QUOTE]
nahi lerki ka baap producer hay ..shadi ho gaye to film agay kaysay chalay gee
Re: yeh Shaadi
Yeh film nahe jo rewind ho jaYe .. ![]()
Re: yeh Shaadi
Doosray frame main ussay bewaa kar dain gay
shoohar ka train kay haadsay main inteqaal
heroine ki setting doosray hero kay saath
Film super hit ![]()
Re: yeh Shaadi
^ Produced n Directed by James_Bhaand..:biggthumb
Re: yeh Shaadi
![]()
Re: yeh Shaadi
[QUOTE]
Yeh film nahe jo rewind ho jaYe
[/QUOTE]
theek hay phir yeh valimaaaaaaaaa nahiiiiiiiiiii ho sakta
[QUOTE]
Doosray frame main ussay bewaa kar dain gay
shoohar ka train kay haadsay main inteqaal
heroine ki setting doosray hero kay saath
[/QUOTE]
nahi pakistan ki trains bohat late hain koi or tareeqa sochain marnay ka
Re: yeh Shaadi
^Aunty Valima bhi ho gayaaa.. haan HoneY moon abhi baqi hai ..:p
Lakin woh tu main ho k rakhon gi usey mut rooknaaa...:D
Re: yeh Shaadi
[QUOTE]
^Aunty Valima bhi ho gayaaa.. haan HoneY moon abhi baqi hai ..:p
Lakin woh tu main ho k rakhon gi usey mut rooknaaa...
[/QUOTE]
is key ley app ko mere laash per say guzerna ho ga
Re: yeh Shaadi
[QUOTE]
Main bhi guzrooN gaaa
[/QUOTE]
main app ke tangoon kay tootay tootay ker doon gee
Re: yeh Shaadi
haan guzar jaon gi lakin hai kidher tuaddi laash
??
Re: yeh Shaadi
[QUOTE]
haan guzar jaon gi lakin hai kidher tuaddi laash
[/QUOTE]
oye tino aina shook hay ga honey moon manan da k tu mere laash tay itton lung jana chandee aay ..
Re: yeh Shaadi
kya aap ko bhi part chahiye is movie mein..? ![]()
ur the choreographer..![]()
Re: yeh Shaadi
maan main nay BA pass kar liya hay
Re: yeh Shaadi
:D Soooo....how is everybody doing?
Re: yeh Shaadi
yeh kon see movie ka dialogue hay?