AQ
1
Many years back, Sadaf had opened a thread “yeh bhaaoo kiya balaa hai?”
Some people took it as “bahu” and they said bahu, laRkaY kee biwi kaa apni saas say rishtay kaa naam hai… 
dude! what
?
Some started saying Bahu bahu.. sniff sniff… wonder why 
anyway, so was checking some of my old posts while searching for something, I again came across this thread…
This popped up another question in my mind… I used to wonder “Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai”… Later I found out Hum Zulf is SaaRhu…
Quite a strange title.. SaaRhu.. I mean, it rhymes with JhaaRu…
Why would someone come up with this naming convention?
Share some other ajeeb-o-ghareeb titles… 
Niksik
2
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
India Punjab mein Phuppa ko phuppaR keh tey haiN. KukkaR aand PhuppaR.
AQ
3
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
kukkaR and PhuppaR are synonymous there 
Niksik
4
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
No
they just rhyme.
AQ
5
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
rhyme with each other...? interesting.
Niksik
6
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
Yessssssssssssssssssssssssss, jao so jao ab. Sehri ka time honay waali hai tumharey sheher meiN 
AQ
7
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
hum tau sehri khaa kar, namaaz paRh kar sonaY waalaY loug haiN
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
Main isy sarial samjhi waisy lafz sadho hy
Niksik
9
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
What? You don’t sleep at night, at all 
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
I thought it was "sandhu" or perhaps that's punjabi equivalence of it.
AQ
11
seen alif Rray (pahaaR waala) dau chashmi hai aur wow…

yeah resident insomniac 
AQ
12
Saandh tau Bull ko kehtaY haiN…
may be someone’s Hum Zulf was like Bull and then.. you know what I mean… 
pinks
13
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
what does "hum zulf" mean?
pinks
15
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
^ huh? 
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
Husbands of two sisters are called each other's hum zulfs.
pinks
17
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
ok, now i’m further confused 
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
Pinks…
what’s the confusion now? :aq:
pinks
19
Re: Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?
^ AQ ne kuch kaha tha, aur aap ne kuch aur, hence the confusion 
AQ
20
technically… meri baat maiN bhee wazan thaa… logic bhee thee 