yeh ratain kiyoun satati hain

Aah yeh yadain kiyoun satati hain
mujhe yeh ratain kiyoun jagati hain

subah hoti hai iss ki koi kabar nahie
wallah yeh terpati hain yeh rulati hain

koi dusman ho tu takleef nahie hoti itni
jo mere apnou nai youn pohchaee hain

raat ko chand sitaroon ki saje jab mehfil
teri siddhat se kiyoun yaad mujhe aati hai

ha ishq kiya hai yeh koi kabhar na thi mujh ko
abb yarab teri khudai samaj main aaati hai

wah ji wah:k:

Very nice and welcome to GS... hope you will enjoy your stay here

waaaaaa

:k:

humm

app logoun ki passand ka shukhrya

nice :-))