It’s a REALLLLY slow day at the office (everyone’s taking a couple of days off before the long weekend - can’t wait till tommorow).
Anyways, I was listening to a song by Lata that was originally song by Pankaj Mullick. Does anyone know which film this gem is from??
The song is as follows:
Yeh Raaten, Yeh Mausam
Yeh raaten Yeh mausam yeh haNsana haNsaNa
Mujhe bhuul jaana, inhen nah bhulana bhulana bhulana
Yeh raaten
Yeh bahaki nigahen, ye bahaki adaHaeN
Yeh aaNkhOn ke kaajal meh dubi ghaTAeN
FizA ke labOn par ye chup ka fasana
Mujhe bhul jaana, inhen nah bhulana bhulana bhulana
Yeh raaten…
Chaman meh jo mil ke bani hai kahaNi
Humari muhabbat tumhari javaani
Yeh do garm saaNsOn ka ik saath aana
Yeh badali ka chalana, yeh bundOn ki rumajhum
Yeh masti ka aalam ye khoye se ham tum
Tumhara mere saath ye gunGaNaNa
Mujhe bhul jaana, inhen nah bhulana bhulana bhulana
ye raaten…