Re: Yeh na thi hamaari qismat …
“qismat qad naap kar naematein taqseem nahin karti”…
“hum se koshish ke bawajood bad-parhezi hoti rahee”… ![]()
“ghalib sahab ka likh ato shayed woh khud bhee nahin samajh saktay… phir khud jaanay poora deewan kyoon likh maara”… ![]()
“aik din unhon ne kaani aankh se razia ko dekh liya thaa or phir dil me ahd kar liya thaa keh daarhi kia cheez hai, lawh-o-qalam teray hain”… ![]()