yeh na-insaafi hai

:snooty: je nahi aap ko ghalt fehmi hui hai
hum ne kaid khanay ke darbariyoon ko apni sonay ke siqay de kar khud ko farar karwa liya tha

wahan paray rehtay to 20 saloon main burhay ho jate

kya aap hamari madad farmaein ge:shikra: