ke hum jaisay hunr mand insan ke hote hue kisi aur ko GS ka nazim(director) banaya jae
hum is ke ziada haq-daar hain .Ehsan saheb ne jail main hum say wada kiya tha ke yeh kursi un ke baad humein hi mile ge
![]()
ke hum jaisay hunr mand insan ke hote hue kisi aur ko GS ka nazim(director) banaya jae
hum is ke ziada haq-daar hain .Ehsan saheb ne jail main hum say wada kiya tha ke yeh kursi un ke baad humein hi mile ge
![]()
Re: yeh na-insaafi hai
Koi baat nahi hazrat, aapko hi milay gi kursi.
Jail say azad to HoON.
Re: yeh na-insaafi hai
Hum azaad hai:mad:
jab mulk azad hai to hum kyunkar kaid rahein ge:jhanda:
Re: yeh na-insaafi hai
janab aap Azad mulk kay Qa'ed Khaaney maiN Umar Qa'ed bughat rahey haiN.
Abhi 20 saal aur intizar farmaiye.
hazoor tello ka sar kalam karke aap kursi pe beth jaen
hazoor tello ka sar kalam karke aap kursi pe beth jaen
Kisi ka sar kalam kar kay to yay Bijli Wali kursi par hi bhaitay gaiN.
Kaisay khatarnak mashwarey day rahey haiN aap!
Re: yeh na-insaafi hai
^^ mashwara itna khatarnaak nai
jitna apne iska meaning khatarnaak nikal dia he
je nahi aap ko ghalt fehmi hui hai
hum ne kaid khanay ke darbariyoon ko apni sonay ke siqay de kar khud ko farar karwa liya tha
wahan paray rehtay to 20 saloon main burhay ho jate
kya aap hamari madad farmaein ge:shikra:
Re: yeh na-insaafi hai
Agar Aap ko ye kursi dilwaon, tho humko kya mileyga Huzoor -e- Ala… ![]()
Jannat-ul-firdus maiN jaga.
Kiu kay yay Bijli wali kursi kay chakar maiN haiN.
Re: yeh na-insaafi hai
Sheyn:jo aap mangein:shikra:
kya aap hamari madad farmaein ge:shikra:
[/quote]
je nai hum tello mia ko pehle hi inform kardenge
aap meri taraf se
kasma nu khaen ![]()
Re: yeh na-insaafi hai
lol@ K N Khaen ...:)
![]()
Kuch bhi maangoon ? ![]()
hum ek dafa baadshah ban jaeyin phir aap ko bhi dekh lein ge bibi:mad:
Re: yeh na-insaafi hai
Kursi ka alivaa ![]()
Re: yeh na-insaafi hai
Kursi Flooder-e-Azam khud plate mai rakh ker hamai pesh karai gainnn ![]()
agar aap hum say nikah ke darkhuwast karna chahti hain to os ki hum main isteta-at nahi
agar badshah ban gae to hum is ke bare main zaroor sochein ge
Re: yeh na-insaafi hai
Tho agar is Riyasat ki Malika ban’na chahe phir intezar kerna hoga? ![]()
humein kabool hai:shikra:
naiki aur pooch pooch