What you think about it?
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
mehmaan Allah ki rehmat hotay hyn.
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
mehmaan tabhii aate haiN jab aapke ghar kii chhat pe kauwaa bol jaataa hai!
agar kauwaa na bole to mehmaan bhii na aayeN ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
aur, bin bulaaye mehmaan Allah kii taraf se zehmat yaa azaab bhii hote haiN
![]()
**
believe me, guests are evils! they seem to take the best room in our house which is mostly mine** ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
Mehman is liye aatay hain MJ ta ke ap ye sawal poch sakain ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
mujy to yehi reason nazar aati hai
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
apne mehmaano se pooch kar batana, humein bhi to pata challe ke kiu aate hai ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
haan mujy bhi bata dena ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
lagay hathon mujhay bhi.
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
![]()
meri friend kion nai ai ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
mujhay ana tha? ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
as a “bin bulaaye mehmaan”?
![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
haan na tum ne aana tha ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
When Allah Is Happy Three Things Happen
1.Ur Blessed With Daughte
2.Rain is Poured Down
3.Mehmaan Atay Hai
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
bilkul nehi.
kul aa jaon gi na ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
kal to nai bholo gi na? ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
Bohat accaha lagta hai jab mehman ate hain"
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
haaN, agar aapkaa kamraa aap se na chheenaa jaaye aur aapko kitchen aur ghar meN kaam na karnaa paRe to hii ![]()
Re: Yeh mehmaan kiu aatay hain?
Mere sath aisa kabhi nahi hotta ![]()