to all, i kame here after very long time, hope u all doin well
yaha par Amal bhai, AQ bhai aur bhut saray achay shayre hai jin k samnay mai kuch nahi lakin phir bhi apna haal-e-dil beyan karne ki koshish kar raha hu
baray arse k baad kuch likha hai
dil mai hai woh par ankhen kis liye tarasti hai
sara din unhay talash kar k raat ko barasti hai
woh jo humari raaho mai beechatay thay nazaray
wohi nazaray ab humay dekh kar q parakhti hai
kal tak jin ki wafayoo ki kasmay khata tha zamana
ajj ussi zamanay mai unki bewafayian garajti hai
woh jo humay hansaya karte thay na kuch keh kar
ajj humay rulanay tarpanay mai unki masti hai
Suhail yeh dastoor hai duniya ka pyar na karo kisi se
yeh masoom logo ki nahi sang-dil-walo ki basti hai
Re: yeh masoom logo ki nahi sang-dil-walo ki basti hai
You were among one of the missing one here.
Four days back, I was actually thinking about this nick: Jaan Lewaa
I was thinking that once a guy with this nick used to be here and yes those were the days..
It’s delightful to have you back..
Don’t disappear now…
One who can express his/her feelings in the most honest way needs not to be compared with any one else. Remember that. The person in him/herself is unique and important.