i know this is a song.. but the poetry in it is just amazing ![]()
Yeh lamhe yeh pal hum barson yaad karenge
yeh mausam chale gaye to hum fariyad karenge
In sapnon ki tasveeron se in yaadon ki zanjeeron se
apne dil ko kaise hum azaad karenge
Yeh lamhe to hai bahut haseen in lamhon par to kuch likha nahin
yeh aabaad karenge ya barbaad karenge
yeh mausam chale gaye to hum fariyad karenge