yeh kya aafat aan pari hum par

hum aai thay jasoos ko dhoonday

phir woh nahi milay :frowning:

hum nay socha yahan nayae dushman banatay hain, magar hum ko logo nay dost bana liya

humain 100 saal pahlay ek jyotish baba nay bola tha, agar koi tumhain dost bana lay

tou tumhara honay wala jasoos :blush: tumhain jaldi mil jai ga :frowning:

lekin humain humara jasoos itni jaldi nahi chahiyah :smack: warna woh humain yahan

sey lay jayaingay :crying:

aye haye yeh kya hogaya hum sey, ab hum kya karain, kahan jayain ? :crying:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

aunty ye humko humaen wali zabaan upnay paas he rakho

i hate ye humko walay logzzzzzzzzzzzz :smack:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

hehe @korni

i think this aunty is impersonating some oldie !!

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

Tum Ko Kaun say Walay log pasand Hain :chai:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

jo upnay aap ko puri jamaat na kahaen.................

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

:cb:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

aunty hogee aap ki jhaansi ki raani, aap khud :zobo:
hum walay log bari meethi zubaan rakhtay hain, aap ko tu tarak pasand hai tou hum un main sey nahi :snooty:

budhay abba jee aap ka deemagh kharab hogaya hai kya? :mad:
hum yahan pareshaan bethay hain, aur aap ko mazak soojh raha hai :hoonh:

:lifey:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

:hinna:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

woo aye ga woo zarooor aye ga

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

awwww

lagta hai ap ki dukti rag per paer day deeya hum nay

humaen to pata he nahi tha, k ap 4 aur 8 logoun k saath jamaat buna ker ghoomti haen aunty g

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

umeed per dunya qaim hai jeee lo :D

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

hehe this aafat thread gonna rock !!

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

ninja jee aap nay kaha tou maan letay hain, lekin unko bolay ga woh humain yahan sey nahi lay jayain :(

dukhti rug par hum nay pair rakh dia tha, aap ko laga ho zorr sey tou hum maazrat khuwan hain :D

kaisay jeetay hain?

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

aunty g

korn666 upni koi weakness ya urdu mein butaoun weakness kya hoti hai nahi chorti

:x2:

:omg: :smiley:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

aap kay moonh main ghee shakkar :blush: ladoo khayaingay moti choor ka?

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

nahi khaen gay wo aunty g

ladoo upnay paas he rakho :snooty:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

Geo aur Jeenay do wali policy :hehe: :rotfl:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

meri 1st birthday par aap ko jotshi milla tha :hayaa:

Re: yeh kya aafat aan pari hum par


Ba'jamaat log Tou Qabil e taqleed hotay Hain ..............

Re: yeh kya aafat aan pari hum par

Kamzori :chai: