yeh kiya howa

zindagi sey barha yeh ghar tha mera
khushioon sey barha yeh ghar tha mera
yeh kiya howa…

taroon sey barha yeh asmaan
iss andehray mein chup gaya…
yeh kiya howa…

aagaan mein meray jo phool thay
woh murjha gaye kiun woh murjha gaye
yeh kiya howa…

khushioon sey barhay yeh kehkahey
kiun murjha gaye kiun murjha gaye
yeh kiya howa…

aye khuda .. yeh kiya howa.. yeh kiun howa..

:frowning:

Awesome and thanks for sharing …:k:

niceeeeeeeee :k:

great:k:

wah :k: buhat khoob