yeh chand lamhay kar lo band seenoun main
jubb khizaan aayee tau bahaar ko yaad karnaa
yeh chand lamhay tumhain yaad dillaien gey
kaisay hota hay khizzaan kay mosam main
khushiyoun kaa mosam suhaanaa
yeh lamhay bahaar kay hain
yeh lamhay tumhaaray apnay hain
bhar lo goud main apni
yeh chand lamhay musarrat kay!
Capricorn.... wo gadha hai tou kia... feelings gadhoon ki bi hoti hain... wo alag baat hai baqi gadhay feelings expressss karne ki slahiyaat nai rakhte ;)
:( kitni ajeeb ha
likan maza kasay ha
[/QUOTE]
bilkil waisay jaisay ghumm naa hotaa tau khushi ki qadar naa hotii... kitnaa tavazun rakhaa hay ALLAH nay...:).
[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *
bilkil waisay jaisay ghumm naa hotaa tau khushi ki qadar naa hotii... kitnaa tavazun rakhaa hay ALLAH nay...:).
[/QUOTE]