Yeh karo ge to yeh hoga

Re: Yeh karo ge to yeh hoga

I heard that Maghrib ke baad ghar main jhaaRoo nahin lagana.. iss se barkat chali jati hai.

Also maghrib ke baad ghar se namak ya koi aur cheez nikal ke kisi ko nahin deni… same barkat issue :bummer:

One peculiar saying was famous in our Naneehaal : Raat ko chane (BughRa’ khane se khane wala ka baap qarz main mubtala ho jata hai