Yeh kaisi rah guzar hai.......

Yeh kaisi rah guzar hai
Yeh kaisa safar hai
Dhonte hain manzelain
Par rasta kidher hai

Terai hur sawal ka
Main kya jawab doon
Jab mera hur jawab
Tujh hi se munsalik hai

Jab teri kashti ka tufaa’n
Kuch aur hai,aur
Meri ka kuch aur
Phir kuin kar
Tu mera humsafar hai

Yeh kaisi rah guzar hai
Yeh kaisa safar hai
Dhonte hain manzelain
Par raasta kidher hai

Buhat Khoob:k:..
:flower1:..

awesome:k::k:

nice:k:

:k:bohat khoob:k: