Ali_2
1
Wo bujhey gharon ka chiragh tha yeh kabhi kisi ko khabar na ho
usey le gai hai kahan hawa’ yeh kabhi kisi ko khabar na ho
Kai log jaan se jayein gey merey qatiloon ki talash main
Merey qatl main mera haath tha’ yeh kabhi kisi ko khabar na ho
Wo tamaam duniya ke wastey jo muhabaton ki misaal tha
Wohi apney ghar mein tha bewafa yeh kabhi kisi ko khabar na ho
Kaheen masjidon main shahadatain kaheen mundiron main adaalutain
Yahan kon kerta hai faisla yeh kabhi kisi ko khabar na ho
Merey pass jitni hai roshni yehi hai chiragh ki zindagi
Mein kahan jala mein kahan bujha yeh kabhi kisi ko khabar na ho
Mujhe jaan kar koi ajnabi wo dikhla rahey hain gali gali
Isi sheher mein kabhi mera ghar bhi tha yeh kabhi kisi ko khabar na ho
Wo samajh ke dhoop ka dewta mujhe aaj poojney aaye hain …
Main charagh hoon teri shaam ka yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
[QUOTE]
yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
[/QUOTE]
Ok Boss
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
Ali....very beautiful poetry. Enjoyed reading it- and enjoyed understanding it too. I love contrast poetry!
Ali_2
4
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
:)
muncho
5
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
waah waa kia kahnay g
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
nice :k:
Sheal
7
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
very nice Ali :k:
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
Nice :k:
Aryaan
9
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
Good One Ali..:k:
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
Mein ney bhi post ki thi kaheeN waheeN sey tou copy paste nahi kiyaa:~)
Koyal
11
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
itna rola daal deeya aur kahtey kisi ko khabar na ho :D
Beautiful sharing ...worth reading again and again:)
Ali_2
12
Re: yeh kabhi kisi ko khabar na ho..
Mein ney bhi post ki thi kaheeN waheeN sey tou copy paste nahi kiyaa:~)
I got it from somewhere else :)
but your sharings are worth to be shared again :D
PS. Thanks All :)