Re: Yeh jo hum mein tum mein nibah hai,meray hoslay ka kamal hai..
***Mujhay is ka koi bhi ghum nahee k kisi nay mujh say wafa na ki
Mai kisi k kaam na aa saka,mujhay sirf is ka malaal hai
Jo guzer rahi hai guzar dou, na bura kaho na gila kero
Jo tumhara haal hai dosto,wohi saray shehar ka haal hai***
:nice sharing emaan :k: