Galaxy
1
**Hum shauq mein manzil sey bhi aagey nikal aaye
Maaloom nahi rooh ko yeh kis ne pukara
Har manzil-e-dushwaar ko asaan banaya
Kia cheez hai aye zauq-e-nazr tera sahara
Aye aqal! khuda terey safeenay ka muhaafiz
Yeh ishq ka darya hai nahi jis ka kinaara**
Re: Yeh ishq ka darya hai nahi jis ka kinaara
hello Galaxy (maloom ho gaya kis nay pukara! :) )
Bohat khoob, thanks for sharing!
[QUOTE]
*Originally posted by Galaxy: *
**Hum shauq mein manzil sey bhi aagey nikal aaye
Maaloom nahi rooh ko yeh kis ne pukara
Har manzil-e-dushwaar ko asaan banaya
Kia cheez hai aye zauq-e-nazr tera sahara
Aye aqal! khuda terey safeenay ka muhaafiz
Yeh ishq ka darya hai nahi jis ka kinaara**
[/QUOTE]
Koyal
3
nice one Galxay....WG wo tu shooq main agye niqli/niqlay ap kis leay?
bohut khoob:k::k:
thanks:flower1:
Azad
5
Aye aqal! khuda terey safeenay ka muhaafiz
Yeh ishq ka darya hai nahi jis ka kinaara
bohut khoob :k: