pyar to zindagi ko sajane kay liye hai,
per zindagi bus dard barhane kay liye hai,
mere andar ki udassi kash koi to parhe,
yeh hansta hua chehra to zamane kay liye hai
Re: yeh hansta hua chehra to zamane kay liye hai
very nice
awesome shair mager is udasi ki waja ![]()
Re: yeh hansta hua chehra to zamane kay liye hai
Nice One Dania...
Re: yeh hansta hua chehra to zamane kay liye hai
yeh hansta hoa chehra to zamaanay k ley ha
wah zaabardast ?
Re: yeh hansta hua chehra to zamane kay liye hai
nice sharing ...