yeh hai meri aarzoo

aankhon ka khwaabon se rishtaa banaa kar
tum ko apne khayaalon mein laakar
din raat mai tumko dekhaa karoon
yeh hai meri aarzoo

dil ke chaman mein tumhein aise laaoon
ke saari kaliyon se tumko chupaaloon
koi nahi jaan paaye yeh baatein
mai tumko chupke se apna banaa loon
mujhmein rahe tumhaari khushboo
yeh hai meri aarzoo

Nice one :flower1:

Nice.. :)

A 1

Wah.. Bohat khoob.:k:

nice :k:

GS, HH, m kamal, Aryaan & Vivo… :flower2:

thnx to all for liking it…:flower1: