Galaxy
1
**Yeh din bahaar ke ab key bhi raas aa na sakey
Key ghanchey khil tu sakey, khil ke muskara na sakey
Yeh aadmi hai woh parwana shama-e-daanish ka
Jo roshni mein rahey, roshni ko paa na sakey
Na jaaney AAH, ke in aanso’on pe kiya guzri
Jo dil sey aankh tak aaye, masda tak aa na sakey
Karein gey mar ke baqa-e-dawaam kiya haasil
Jo zinda reh ke maqaam-e-hayaat paa na sakey
Meri nazr sey gurezaan buhat rahey lekin
Merey khuloos-e-muhabbat sey bach ke jaa na sakey
Yeh mehr-o-mah merey hamsafar rahey barson
Phir us key baad meri gird ko bhi paa na sakey**
Dilsay
3
Beautiful simply beautiful.... Khuda khush rakhay aap koo...
WaH:flower1:..
Buhat Khoob:k:…
Re: Yeh din bahaar ke ab key bhi ras aa na sakey
[QUOTE]
*Originally posted by Galaxy: *
**Yeh din bahaar ke ab key bhi raas aa na sakey
Key ghanchey khil tu sakey, khil ke muskara na sakey
Yeh aadmi hai woh parwana shama-e-daanish ka
Jo roshni mein rahey, roshni ko paa na sakey
Na jaaney AAH, ke in aanso'on pe kiya guzri
Jo dil sey aankh tak aaye, masda tak aa na sakey
Karein gey mar ke baqa-e-dawaam kiya haasil
Jo zinda reh ke maqaam-e-hayaat paa na sakey
**
[/QUOTE]
nice
Re: Yeh din bahaar ke ab key bhi ras aa na sakey
[QUOTE]
*Originally posted by Galaxy: *
**Yeh din bahaar ke ab key bhi raas aa na sakey
Key ghanchey khil tu sakey, khil ke muskara na sakey
Yeh aadmi hai woh parwana shama-e-daanish ka
Jo roshni mein rahey, roshni ko paa na sakey
Na jaaney AAH, ke in aanso'on pe kiya guzri
Jo dil sey aankh tak aaye, masda tak aa na sakey
Karein gey mar ke baqa-e-dawaam kiya haasil
Jo zinda reh ke maqaam-e-hayaat paa na sakey
Meri nazr sey gurezaan buhat rahey lekin
Merey khuloos-e-muhabbat sey bach ke jaa na sakey
Yeh mehr-o-mah merey hamsafar rahey barson
Phir us key baad meri gird ko bhi paa na sakey**
[/QUOTE]
boht khob :)
Galaxy
11
thnx everybody for liking it