khabardaar agar kisi nay mazaal uraaya to
long time ago I was used to be the Poet of NEWS(North East West South) but then I left the field of poetry for new blood…
after a long time aaj shairi ki rag pharki aur aik Taaza taazaa kalaam hazir hay, Jiss ko pasand na aaya wo mera dushman, aur jissay pasand aaya wo mera [email protected]
anyway aik fazool si kuch baatain, jaldi main yehi aaya zehan main lol ]
…
kia wajah hay koi to baat hay
koi waada to nahi kia lekin…
jaanay kiyon kisi ka intaizaar hay
ik ik aahat par chonk jaanaa
naam poochay koi to unn ka naam zaban par ana
kabhi khud hi hansna aur kabhi ashkon ka rawaan hojana
kabhi to Gulon say hans hans kay baatain karna
to kabhi kanton ko ungli main chubo laina
do pal ka milan aur khushi say bhara daaman
q bhool jaata hoon iss pal say aglay pal ko aakhir
…
wawawawa
ata bahii nice to see you posting somehting aur woh bhi ur own:flower1:
ap do baatein karein yah teen hum sunanay ke liye hazer hain:~)
** khabardaar agar kisi nay mazaal uraaya to :smoki n:**
mazaal nahi mazaak itnay confused kion ho gayay hain abhi to sirf ap ne apne poetry pesh ke hai:D
waise ache poetry ko fazool nahi kehtay:nono:
anyways bohut bol lee jahan tak apke poetry ka sawal hai woh bohut khoobsoorat hai:k::k:
keep it up:flower1:
koyal aap hehe mujhay to nahi tha kisi ka intaizar bass aisay hi …aur aap ka shukria hamaray koochay main tashreef laanay ka aur yeh kia janaab…koyal q nahi karti kisi ka intazaar ?
**Ghazal ** haan na baba I was nervous na…was presenting live shairii on air…waisay to Azaad shairi bohat ki hay cafe main
but socha kay chali iss section main bhi…aur thanks but I know its very below standard of you guys, aap log saaray yahan to zabardast shairs hain main kahan hehe waisay shukran