WiseGuy
1
Yeh raat yeh tanhaai
Yeh dil kay dhaRaknay kee awaaz
Yeh sannaaTa
Yeh Duubtay taaroN kee
Khaamosh Gazal Khuwaani
Yeh waqt kee palkoN par
Soti hui veeraani
Jazbaat-e-muhabbat kee
Yeh aaKhri angRaai
Bajti hui hur jaanib
Yeh maut kee shahnaai
Sub tum ko bulaate haiN
Pal bhar ko tum aa jaao
Bund hoti meri aankhoN maiN
Muhabbat ka
Eik Khuwaab saja jaao
Swera
5
simply beautiiiiiiiiiiiful:k:
Love it! Thnx for sharing:)
Sub tum ko bulaate haiN
Pal bhar ko tum aa jaao
kis ko bulatay hain:-|

WiseGuy
6
Thanks.... :p
yeh hum nahee bulatay, jis kee poetry hai usnay shayed bulaya ho :D
Swera
7
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Thanks.... :p
yeh hum nahee bulatay, jis kee poetry hai usnay shayed bulaya ho :D
[/QUOTE]
Oh yeah!
bataiN bataiN:-|
WiseGuy
8
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
Oh yeah!
bataiN bataiN:-|
[/QUOTE]
Kia bataooN :(
Swera
9
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kia bataooN :(
[/QUOTE]
jo poocha janab:p
Re: Yeh dil kay dhaRaknay kee awaaz
very nice :k:
WiseGuy
12
Thank you Shab-e-Hijar and *** Vivacious ***
Koyal
14
Re: Yeh dil kay dhaRaknay kee awaaz
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Yeh raat yeh tanhaai
Yeh dil kay dhaRaknay kee awaaz
Yeh sannaaTa
Yeh Duubtay taaroN kee
Khaamosh Gazal Khuwaani
Yeh waqt kee palkoN par
Soti hui veeraani
Jazbaat-e-muhabbat kee
Yeh aaKhri angRaai
Bajti hui hur jaanib
Yeh maut kee shahnaai
Sub tum ko bulaate haiN
Pal bhar ko tum aa jaao
Bund hoti meri aankhoN maiN
Muhabbat ka
Eik Khuwaab saja jaao
[/QUOTE]
eik kahwab saja jao ...Beautiful..:)
WiseGuy
19
Thanks zawanfira, Koyal, Lamhay, ghazal kisi ke, BeWaQooF, and cuteepie. :)