yeh dharti Pakistan ki
jis ne humain pehchan di
agay isay barhain ge
naam roshan karjain ge
yeh dharti Pakistan ki
fasaad say isay bachain ge
jaan par apni khel jain ge
cheen sakai ga na koi isaya
dushman ko maar bhagain ge
yeh dharti Pakistan ki
lub par yehi ek nara hai
yeh dais bus humara hai
zinda rahe,payenda rahe
hur dil ka yeh sahara hai
yeh dharti Pakistan ki
by umeed24:jhanda:
happy independence day to all the Pakistanis here in Pakistan and living in other countries,ALLAH bless our country and all of us,(ameen).
![]()