Yeh Aur Baat Kay Khud Ko Buhat Tabah Kiya

**Yeh aur baat kay khud ko buhat tabah kiya
Magar yeh daikh teray saath tu nibaah kiya

Ba-juz Khuda maiN kisi ko jawab-deh tu nahi
So maiN nay apni khamoshi ko he gawah kiya
**

Re: Yeh Aur Baat Kay Khud Ko Buhat Tabah Kiya

Bohat acha qit’a hey fara ji :clap: … thanx for sharing.

Re: Yeh Aur Baat Kay Khud Ko Buhat Tabah Kiya

Kya kehnay … bahut aa’laa … :k:

Re: Yeh Aur Baat Kay Khud Ko Buhat Tabah Kiya

Bhut he umda hai fara jee :k:

Re: Yeh Aur Baat Kay Khud Ko Buhat Tabah Kiya

Thanks :)

Re: Yeh Aur Baat Kay Khud Ko Buhat Tabah Kiya

Kaya baat hai :k: