**“Yeh aarzou thi k asa b kuch hua hota”
"meri kami ne tujy b rula dia hota
“main lot aata tery pas aik lamhy main”
“tery labon ne mera Naam to lia hota”**

Re: Yeh aarzou thi k asa b kuch hua hota
:(

enter10 aaj itne udaas kiyun hain aap?

![]()

Aaj dawat mein gaya tha, wahan wo bhi the..........

W0h kham0sh hi raha aur hm muntazar e sh0uq rahy...
K kbhi t0 w0h bhi kahey k tery bin kahan hm se jiya jaiye ga...
Re: Yeh aarzou thi k asa b kuch hua hota
Aaj dawat mein gaya tha, wahan wo bhi the..........
No problem.. aap ko koi behtar mile ga. hum aksar purane logon ki chah main nae aur ziada ache logon ko dekh nahin paate

^true