Daagh
1
*
yeh aaine se akele mein guftagu kya hai
jo mein nahi hoon to phir tere rubaru kya hai
isi umeed mein kaati hai zindagi meine
woh kaash poochte mujhse ke aarzoo kya hai
yeh rang e gul yeh shafaq aur taavish e anjum
tera jamal nahi hai to chaarsu kya hai
kyon unke saamne tum dil ki baat karte ho
jo khud samajhte nahi dil ki aabru kya hai
kyon unke saamne tum dil ki baat karte ho
jo khud samajhte nahi dil ki aabru kya hai .. :k:
Boht achay daagho uncle 
Koyal
3
:k:…wo aina k samanya surma jo laga rehi thei 
Daagh
6

mujhe to kehti thi ki unko kuch nazar hi nahi aata :halo:

thanks 
**Azad: ** hmmmmm to you too :halo:
Koyal
9
ap samnay se hut jaya karo na 
ur welcome any time