Ai Habib, sab se pehley to mere bhai apney iis reply main 2 angraizi Alfaaz ki shamooliyat ki “canvas aur paintings” jo ke mujhey thori nagawar pohunchi, sahi wali urdu ka istamal kijye.
aur ager yeh dukh o gham kisi aur ka hai to hum unke liye bhi dua kertey hain ke Allah unkey tamam masayil hul fermaye, ameen.