Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

**Lag.aaay appnaa hee Lhayjaa ajnaabii saaa
Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

SitaamGaar, kohi haad. tu , hoo sitaam ki
Kar khufffay khuda . mein marnay laga hoon

Kaaraam itnaay kee.aay hain Dostoon nay
Kay ab Saa.aay say bee , daarnay laga hoon

Tanha hokay kahraa. mein . Aieeenay mein
Ab apnaay , app , say larnay laga hooon

Ye Janoo , Rooz O shaab ankhoon mein us ki
Mein Bankay khwab ek , palnay laga hoon

Yeah Hii , laay Jaa.aay , mujko , dessh mayray
Haawaa kay saath , aab , chaalnay laga hoon

(Aliyish) **

Re: Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

v nice keep it up alish :)

Re: Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

Wah!:k:

Re: Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

*Kaaraam itnaay kee.aay hain Dostoon nay
Kay ab Saa.aay say bee , daarnay laga hoon *

:)

Re: Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

bohat khoob..................zabardust ghazal hai

Re: Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

Very balanced Poem... :)

I might be wrong but please, correct me if I am wrong ...

I thought Ghazal's first Two Misra's are in same Qafiya and Radeef and then every second misra of the following sher follows the same Qafiya..... ????

Re: Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

hm tu ap bata.ee ay kia keeyaa jahay :) kohi issslaaa ?

Re: Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

No... I was just asking if you want it to be Ghazal then you might have to modify the first misra (that is if my understanding is correct!) otherwise, it is a perfect poem...

Re: Yea kaysay Baat . mein karnay laga hooon

kabhi hum ne bi kuch lik rakha tah !