ye zindagi itnee jawaidan kion hai
aur maut key ye dastaan kion hai
loug itnay gumn hain andharoun main
ye subhaa ka samaan kion hai
is raat ke tareeki main kitnay loug khow gai
ye aakhir itnein be karan kion hai
sissukti hai zuban tarapti hai jaan he aggar
tou phir aankhoun main nihaan kion hai
chupp bhee tou naheen reh sakta Khawar!
aakhir is kay mouhn main zuban kion hai
Re: ye zindagi itnee jawaidan kion hai
chupp bhee tou naheen reh sakta Khawar!
aakhir is kay mouhn main zuban kion hai
Yeh shyr tu mujh pr bhi sadiq ata hy:D
Acha intikhab hy SindSagar ji:k:
Re: ye zindagi itnee jawaidan kion hai
Ji Shukria ..
Krypton
September 23, 2006, 2:19pm
4
Re: ye zindagi itnee jawaidan kion hai
nice.
Re: ye zindagi itnee jawaidan kion hai
:k:
Re: ye zindagi itnee jawaidan kion hai
very nice!
Re: ye zindagi itnee jawaidan kion hai
very nice!
IS
September 26, 2006, 5:04am
8
Re: ye zindagi itnee jawaidan kion hai
NIce 1 :-) **
**thanks for sharing :-)