Ye subha saans le ghi, oor baadbaan khulle gha

*Ye subha saans le ghi, oor baadbaan khulle gha
palkein utha’o jaanam, ye aasmaan khulle gha

aankhoun ke neeche thora sa, kaajal dhalak ghaya haye
palkein utha’o khwaab ka, aanchal atak gaya haye
palkoun se bhaanda sapna, jaane kahaa khulle gha

aankhoun se neend khoolo, daryaa rukke huwe haye
oor par-bato se kab se, baadal Jhukke huwe haye
Ye raat band ho to, din ka samaa khulle gha

Ye subha saans le ghi, oor baadbaan khulle gha
palkein utha’o jaanam, ye aasmaan khulle gha*

Re: Ye subha saans le ghi, oor baadbaan khulle gha

[QUOTE]
*Originally posted by hanie: *
*Ye subha saans le ghi, oor baadbaan khulle gha
palkein utha'o jaanam, ye aasmaan khulle gha

aankhoun ke neeche thora sa, kaajal dhalak ghaya haye
palkein utha'o khwaab ka, aanchal atak gaya haye
palkoun se bhaanda sapna, jaane kahaa khulle gha

aankhoun se neend khoolo, daryaa rukke huwe haye
oor par-bato se kab se, baadal Jhukke huwe haye
Ye raat band ho to, din ka samaa khulle gha

Ye subha saans le ghi, oor baadbaan khulle gha
palkein utha'o jaanam, ye aasmaan khulle gha*
[/QUOTE]
palkein utha'o khwaab ka, aanchal atak gaya haye

Touchy :k: thanks for sharing

Buhat Khoob:k:…
:flower1:

very nice :k:

wah :k:

Re: Ye subha saans le ghi, oor baadbaan khulle gha

[QUOTE]
*Originally posted by hanie: *
*

palkein utha'o khwaab ka, aanchal atak gaya haye
palkoun se bhaanda sapna, jaane kahaa khulle gha

  • [/QUOTE]

V nice Honey thanks 4 sharin..:)

PS: kafi dino baad nzar aiey ap..:)

bohut khoob:k::k:

nice:k:

thank you, Amarbail, Xeus, brokensky, chand chehra, Azad, ghazal kisi ki, Bored in brisbane for reading my thread. :-)

nikammi jee!
haan, lekin aaj kal to chakkar lagta rehta hye yahaa yaar ... :-)
sachi. as for the PM, I am gonna call and ask okies?
gonna let you know soon. :)

Re: Ye subha saans le ghi, oor baadbaan khulle gha

Zabardast :k:
Kis ne likhee hai aur kis ke liye? :wink:

beautiful :~)

capricorn,
I'll see who has wortten that, but I heared it in the voice of Ustad Amjab Ali Khan.
as for kis ke liye. it can be anyone.

thank you maheen. :-)

bouhat khoob.. :k:

thank you assweetas :-)