tujhse dil ke baat kahoo kis tarah…
tu meri zindagi hy tujy bataoon kis tarah …
tu anjab hy ya ban rahi hy …
ye andaza lagaoon kis tarah …
muqadar se muqadar milta tu door ke baat hy…
tery dil se dil milaoon kis tarah…
tu mily na milay ye qismat ke baat hy magar…
tujy chaha hy tujy bhool jaonn kis tarah…
kash tu keh dy k tu mera hy…
ye sab khwab haindil ko samjaoon kis tarah…
Re: ye sab khwab hain
Very Nice …:k:
Re: ye sab khwab hain
GL
Re: ye sab khwab hain
its cool buddy