ye rat ye tanhai

ye rat ye tanhai
ye dil k dharakne ki awaz
ye sannata
ye dubte taron ki
khamosh gazalkhwani
ye waqt ki palkon par
soti hui wirani
jazbat-e-muhabbat ki
ye akhri angrai
bajti hui har janib
ye maut ki shahnai
sab tum ko bulate hain
pal bhar ko tum a jao
band hoti meri ankhon main
muhabbat ka
ik Khwab saja jao

Re: ye rat ye tanhai

Nice :k:

Re: ye rat ye tanhai

fari :emmy: raat ke waqt aisi darawni shairi.. mujhe to ye gana yaad agaya: