Re: Ye Ladka …
**
“ko ba ko phail gae baat shanasaii ke…
uss ne khushbo ke tarha mere pazeraii ke”**
its on behaf of sheyn’s friend
Re: Ye Ladka …
**
“ko ba ko phail gae baat shanasaii ke…
uss ne khushbo ke tarha mere pazeraii ke”**
its on behaf of sheyn’s friend
Re: Ye Ladka …
ab agar ye translate bhi kerdiya hotha tho kya burai thi ![]()
Oopar Walay key yaan deyr hai andhaair nahi :halo:
Re: Ye Ladka …
abb kis koo pagal karr diya hay appnay kalay jadu say aunty?
![]()
Re: Ye Ladka …
***Arz Hai, ***
Kuch Majnu Bane, Kuch Raanjha Bane
Kuch Romeo, Kuch Farhad Hue
Is Rang Roop Ki Chaahat Mein, Jaane Kitne Barbaad Hue, Vo Dekho ^^ ![]()
Re: Ye Ladka …
^ followed by ![]()
Re: Ye Ladka …
shine ub niya shaar yaad ker lai koi or …kie baaaaaaaaaaaaaar yeh shaaaaaar app se sun chukai hai
![]()
![]()
Re: Ye Ladka …
jab tum mera naam seekhlo gai tho phir mein naya shair bhi seekhlongi … ![]()
SHINE nAHI SHEYN hai … aankhein hai ya button ![]()
P.S OMG …i have a STALKER !!!
Re: Ye Ladka ......
Teray husn ki kia taareef karoo?tera bander jaisa mu
Teri zulfo ki kia tareef karoo?teray ek ek baal pe joon
Re: Ye Ladka …
sheyn par app kii spellin galat rakh looo mera qasooooor kia hai
anyway i wont use that again
now Doc.sheyn …nw its ok ![]()
Doc Shine …kitnay patients maar chukay hai ub tak apnah experiments sai ![]()
Re: Ye Ladka …
unko PYAAR se maraa … ![]()
Re: Ye Ladka ......
Seems all "jalaybhi" to me here....lol
Re: Ye Ladka …
![]()
Pathaniii … yahan sab jalaybhii ki terha seedhay hain ![]()
Re: Ye Ladka …
lol …appp piyaaaaaar se jaaaaaaaan lai tou tou kia kaaaaaaam takleeeeeeef hote hai ![]()
Re: Ye Ladka …
lol or appp Rasiii ki tarah …ka bal jane ka naaaaaaaam be nahi lai rahai ..
jal gie magar bal nah giya ![]()
![]()
![]()
Re: Ye Ladka …
:aq:
Re: Ye Ladka …
Daykhtay hain yeh andhaira kab humari zindagi say jaata hay :~)
Re: Ye Ladka …
![]()
:halo:
![]()
![]()
Re: Ye Ladka …
Jee, sahii sahii Sheyn. Meri jurrat, ke hai mein hai na milauu? :halo:
Aur pyar ke maar bohot dilchasp hoti hai…rofl
Re: Ye Ladka …
I want to begin this maar Now ![]()