Ye Ladka ......

Re: Ye Ladka ......

^-- main to Faqeeri Marham dainay waala tha Un-kill ko, lekin ab Burnol daina parayga :-p

Re: Ye Ladka …

Daadddoooo dekho na koi jawaab nahi deithaaa , sab ko apni parhi hai :naraz:

Re: Ye Ladka …

that was a part of a 40 days chillaaa… :bummer:

Re: Ye Ladka …

Itni aqalmand hotay yeh log to aaj yeh bhi Dada Abba na hotay huqqa

Re: Ye Ladka …

***40 days chillaaaa :hmmm: ***


wats chillaaa ?

Re: Ye Ladka …

A chilla to turn me into an AKHROOOT… :o

now dun ask whats an AKHROOT.. :whistling:

Re: Ye Ladka ......

:D

P.S ummmmm nvmd !

Re: Ye Ladka …

naeee bolo bolooo.. :halo:

Re: Ye Ladka …

its wahi jo maiN kar raha hooN… 60 days…

Re: Ye Ladka ......

tum dono chilllaaa kyoon ker rahay ho ?? bhai bhai ho ??

Re: Ye Ladka ......

koi shak??

Re: Ye Ladka ......

Thanks for sharing! Reminds me of Faizjee.......

Khuda vo waqt na la'ay:

Khuda wo waqt na laaye ki soogwaar ho tu
Sukuu ki niind tujhe bhi haraam ho jaay **
*teri masarrat-e-paiham tamaam ho jaay *
**teri hayaat tujhe talkh jaam ho jaay

Gamon se aaiinaa-e-dil gudaaz ho tera **
*Hujuum-e-yaas se betaab hoke rah jaay *
*wafuur-e-dard se siimaab ho ke rah jaay *
**tera shabaab faqat khwaab ho ke rah jaay

*Guruur-e-husn saraapa niyaaz ho tera *
*tawiil raaton men tu bhi qaraar ko tarse *
*teri nigaah kisi Gam_gusaar ko tarse *
*Khizaan_rasida tamanna bahaar ko tarse *

Koi jabiin na tere sang-e-aastaan pe jhuke **
*ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare *
*fareb-e-waadaa-e-farda pe aetamaad kare *
**Khuda wo waqt na laaye ki tujh ko yaad aay

*wo dil ki tere liye be-qaraar ab bhi hai *
*wo aankh jis ko tera intazaar ab bhi hai *

Re: Ye Ladka …

***Abhi Tak yeh maslaa Hal naheen hova …where is da Mayor ??? ***:aj:

Re: Ye Ladka …

aap itnay din baad phir say:eek:

Re: Ye Ladka …

masla kia hai :konfused:

Re: Ye Ladka …

^Yahi tou Pata naheen chal raha :bummer:

Kiyun yahan aanay par pabandi hay :hoonh:

Re: Ye Ladka …

shine kooo koi pasand tou nahi aaa giya :cb:

Re: Ye Ladka …

Abhi mujhay Aisa naheen lag raha…kiyun kah mujhay koi PM naheen aaya abhi tak :wink:

Re: Ye Ladka …

dil kooo tahsalle dai nah ka liya acheee kushfie hai app koo :cb:

Re: Ye Ladka ......

^Yeh khush fahmi naheen HaqeeqaT Hay ..bachcha :p