ye kuch bhi hai lakin mujhay hai jaan say bhi azeez taR

* ye kasi arzoo hai jo nagar nagar liye phiray ye kasi justaju hai jo dagar dagar liye phiray **ye bus raha hai kon meri zaat kay hisaar maiN** ye kon jee raha hai meri raat kay khumar main **ye kiss ki sans chal rahi hai meri dharkano kay sung** ye bhar raha hai kon mujh maiN naye khusi ka rung **ye koi hai bhi ya nahi , kay mehz ek khyaL hai** ya shehr-e-dil ki hasratoon ka ek jaal hai **ye kuch bhi hai lakin mujhay hai jaan say bhi azeez taR** kay is gumaaN say hai munsalik zindagi ka har ek safar!!!

so nice…so cool
:flower1:

Bahut zabardast …:k:

Bohat khoob.

nice

Beautiful… :k:

ye kiss ki sans chal rahi hai meri dharkano kay sung
ye bhar raha hai kon mujh maiN naye khusi ka rung

Bohat khoob… :k:
Thanks for sharing :slight_smile:

bahut achee :~)

nice:k::k:

thanks all :)

bohut khoob:k:

:k:

boht khob:k: :slight_smile:

Re: ye kuch bhi hai lakin mujhay hai jaan say bhi azeez taR

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *


ye kasi arzoo hai jo nagar nagar liye phiray
ye kasi justaju hai jo dagar dagar liye phiray
ye bus raha hai kon meri zaat kay hisaar maiN
ye kon jee raha hai meri raat kay khumar main
ye kiss ki sans chal rahi hai meri dharkano kay sung
ye bhar raha hai kon mujh maiN naye khusi ka rung
ye koi hai bhi ya nahi , kay mehz ek khyaL hai
ya shehr-e-dil ki hasratoon ka ek jaal hai
ye kuch bhi hai lakin mujhay hai jaan say bhi azeez taR
kay is gumaaN say hai munsalik zindagi ka har ek safar!!!
[/QUOTE]

ap ph utha lea karo na tu dagar dagar nagar nagar na jana parey hamin :(..beautiful ...:) thanks 4 sharin chand g

[QUOTE]
ye kon jee raha hai meri raat kay khumar main
[/QUOTE]

very nice.

bohat khubsurat chando g ..:) thanks 4 posting

Re: Re: ye kuch bhi hai lakin mujhay hai jaan say bhi azeez taR

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

ap ph utha lea karo na tu dagar dagar nagar nagar na jana parey hamin :(..beautiful ...:) thanks 4 sharin chand g
[/QUOTE]

yeh ph. ka beech mein kia chakar hai :D