...ye kissa kya hai

** koi darvaaze talak aaye ye kissa kya hai aur dabe paaon palat jaaye ye kissa kya hai

aadmi kaunse halaat se do-char hua
apne saaye se bhi ghabraye ye kissa kya hai

tum se doori to beherhaal qayamat thi magar
tumse milkar bhi na chain aaye ye kissa kya hai

eh Zafar roz mohabbat ka koi qatl kare
aur gunehgaar na kehlaye ye kissa kya hai
**

:flower1:

Re: …ye kissa kya hai

:k: kisaa tu kuch be nahi ap maan he nahi rahya na k jharna bahta hia prnda urta hia :smiley:

Re: Re: …ye kissa kya hai

:slight_smile:

haan woh to sabhi jaante hai na…hum doosri wali baat kar rahe jo bas jinko jaan ni hoti hai jaan lete hai :smiley:

Re: Re: Re: …ye kissa kya hai

baap ray ap kia Jin ho no wonder jananay ki nakaam koshish :smiley:

fiker nat main ve bhotni hai aisay kesay jananay day ghi :hehe:

bahut khoob!

eh Zafar roz mohabbat ka koi qatl kare
aur gunehgaar na kehlaye ye kissa kya hai

nice :k:

nice1 Daagh:k:

many thanks Lamhay, Manan and GKK jee :slight_smile:

:flower1:

Good1.......

very nice, achi hai :k::k:

:slight_smile:

:k: