ye khuda ki dain bhi ajeeb hai

* sar-e-rah kuch bhi kaha nahi main uskay ghar bhi gya nahi main janam janam say isi ka ho-n isay aj tak ye pata nahi

usay pak nazroo-n say chomna bhi ibadatoo-n main shumar hai
koi phool lakh kareeb ho kabhi mainay us ko chua nahi

ye khuda ki dain bhi ajeeb hai kay isi ka naam naseeb ho
jisay tonay chaha woh milgya jisay mane chaha mila nahi

*ye khuda ki dain bhi ajeeb hai kay isi ka naam naseeb ho
jisay tonay chaha woh milgya jisay mane chaha mila nahi * :k:

luv this ghazal..

thanks for sharin chanuu :flower1:

Beautiful :flower1:

bohut khoob:k:

ye khuda ki dain bhi ajeeb hai kay isi ka naam naseeb ho
jisay tonay chaha woh milgya jisay mane chaha mila nahi

very nice :flower1:

thnx 4 sharing

:k:

thanx 4 sharing :flower1:

hey nice 1 chand chehra:)

usay pak nazroo-n say chomna bhi ibadatoo-n main shumar hai
koi phool lakh kareeb ho kabhi mainay us ko chua nahi

good:)

Re: ye khuda ki dain bhi ajeeb hai

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *


sar-e-rah kuch bhi kaha nahi main uskay ghar bhi gya nahi
main janam janam say isi ka ho-n isay aj tak ye pata nahi

[/QUOTE]

acha kiya akelay nai gaie
warna mar parni thi
ami ko sath lay kay jana ;)

ye khuda ki dain bhi ajeeb hai kay isi ka naam naseeb ho
jisay tonay chaha woh milgya jisay mane chaha mila nahi

v nice ...:)

Nice

Kya baat hai ...
every sher is good...
A great choice to share...

Thanks <chand jii **

Zabardast :k:

thanks guyz :)

good one

[QUOTE]
ye khuda ki dain bhi ajeeb hai kay isi ka naam naseeb ho
[/QUOTE]

[QUOTE]
jisay tonay chaha woh milgya jisay mane chaha mila nahi
[/QUOTE]

hmm...too app kee aur uss kee chahat main bhee tazad thaa ???

ye Urdu zuban bhi ajeeb hai kay isi ka naam "Angoor khattay" ho

Re: ye khuda ki dain bhi ajeeb hai

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *


sar-e-rah kuch bhi kaha nahi main uskay ghar bhi gya nahi
main janam janam say isi ka ho-n isay aj tak ye pata nahi

usay pak nazroo-n say chomna bhi ibadatoo-n main shumar hai
koi phool lakh kareeb ho kabhi mainay us ko chua nahi

ye khuda ki dain bhi ajeeb hai kay isi ka naam naseeb ho
jisay tonay chaha woh milgya jisay mane chaha mila nahi
[/QUOTE]

muah
dubara parhi to zyada achi lagi :)

ps. shayed samajh abhi aiye hai

Re: Re: ye khuda ki dain bhi ajeeb hai

kya samjh aya ???

PS
:kiss: :wink:

Re: Re: Re: ye khuda ki dain bhi ajeeb hai

:slight_smile:

Re: Re: Re: Re: ye khuda ki dain bhi ajeeb hai

:hug: