*
Ye jo zindagi ki kitaab hai ye kitaab bhi kyaa kitaab hai
Kahin ik hasiN saa Khvaab hai kahiN jaan-levaa azaab hai
Kahin chha’ooN hai kahiN dhuup hai kahiN aur hii koi roup hai
Kayee chehre is meiN chhupeY huwey ik ajib si ye naqaab hai
Kahin kho diyaa kahiN paa liyaa kahiN ro liyaa kahiN gaa liyaa
Kahin chhiin leti hai har Khushi kahiN meharabaaN behisaab hai
Kahin aaNsuoN ki hai dastaN kahiN muskuratToN kaa byaaN
KahiN qurbatoN kii hai baarishaiN kahiN tishnagi behisaab hai
Re: Ye jo zindagi ki kitaab hai ye kitaab bhi kyaa kitaab hai
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
Ye jo zindagi ki kitaab hai ye kitaab bhi kyaa kitaab hai
Kahin ik hasiN saa Khvaab hai kahiN jaan-levaa azaab hai
Kahin chha'ooN hai kahiN dhuup hai kahiN aur hii koi roup hai

[/QUOTE]
V nice chando g..:)
Ye jo zindagi ki kitaab hai ye kitaab bhi kyaa kitaab hai
jab jis ne chaha utha lea jab jis ne chaha gira dya
Re: Ye jo zindagi ki kitaab hai ye kitaab bhi kyaa kitaab hai
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
Ye jo zindagi ki kitaab hai ye kitaab bhi kyaa kitaab hai
Kahin ik hasiN saa Khvaab hai kahiN jaan-levaa azaab hai
Kahin chha'ooN hai kahiN dhuup hai kahiN aur hii koi roup hai
Kayee chehre is meiN chhupeY huwey ik ajib si ye naqaab hai
Kahin kho diyaa kahiN paa liyaa kahiN ro liyaa kahiN gaa liyaa
Kahin chhiin leti hai har Khushi kahiN meharabaaN behisaab hai
Kahin aaNsuoN ki hai dastaN kahiN muskuratToN kaa byaaN
KahiN qurbatoN kii hai baarishaiN kahiN tishnagi behisaab hai
[/QUOTE]
*
Bohat khoob Chando jeee
Thanks for sharing :):):)
[thumb=B]th_Beagif.JPG[/thumb]
boht he khob chandoooojeeee:)
doobtei hue bhae yei kia ap ke ankhein hei her thread pe kio chipka rehe ho:confused:
Pramod
8
bahot hii achhi ghazal hai Chand jii
aap ki choice hamesha hi lazawaab rahti hai...
thanks for sharing....
nikii
9
Re: Ye jo zindagi ki kitaab hai ye kitaab bhi kyaa kitaab hai
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
Ye jo zindagi ki kitaab hai ye kitaab bhi kyaa kitaab hai
Kahin ik hasiN saa Khvaab hai kahiN jaan-levaa azaab hai
Kahin chha'ooN hai kahiN dhuup hai kahiN aur hii koi roup hai
Kayee chehre is meiN chhupeY huwey ik ajib si ye naqaab hai
Kahin kho diyaa kahiN paa liyaa kahiN ro liyaa kahiN gaa liyaa
Kahin chhiin leti hai har Khushi kahiN meharabaaN behisaab hai
Kahin aaNsuoN ki hai dastaN kahiN muskuratToN kaa byaaN
KahiN qurbatoN kii hai baarishaiN kahiN tishnagi behisaab hai
[/QUOTE]
wahhh chando zaberdast ..
thxs 4 sharing :)
Amal
10
Re: Ye jo zindagi ki kitaab hai ye kitaab bhi kyaa kitaab hai
it’s beautiful CC:k:…thanx for sharing:)
ap in ankho ki tareef karahay hain ya meri ghazal ki 
Dilsay
14
Very nice.... thanks for sharing
Galaxy
15
buhat khoob…pasand aayi:k: