ye ilm ka sauda ye risaale ye kitaabein
ik shakhs kii yaadon ko bhulaane ke liye hain
Re: ye ilm ka sauda
:k:
Re: ye ilm ka sauda
nice......
Re: ye ilm ka sauda
![]()
:k:
Re: ye ilm ka sauda
waah Diyaa, bahot Khoob...har kisii ke bhulaane ke andaaz niraale hote haiN...koii risaale, kitaabeN rakhtaa hai to koii Haafiza hii chhin jaane kii du'aa kartaa hai...:) maiN to khaane peene pe zor detaa huN lolz :P
Re: ye ilm ka sauda
Thank you. Je, it's true everyone has their own way...
Re: ye ilm ka sauda
Her eik kaa apna andaaz hai bhulanay kaa shair ka ye bhi andaaz ho sakta hai :k:
Re: ye ilm ka sauda
Ash'aar mere yuun to zamanay ke leay hain
Kuch sher faqat uss ko sunanay ke leay hain
Ye ilm ka sauda ye risalay ye kitabain
ek shakhs ki yaadon ko bhulanay ke leay hain :)
beautiful sharing diya thanks for sharing..
ye ilm ka sauda ye risaale ye kitaabein ik shakhs kii yaadon ko bhulaane ke liye hain