ye fun khuda ne us ki adaa'ooN maiN rakh di'ya


dil ka dee’ya jala k hawaa’ooN maiN rakh di’ya
suraj dahak raha tha so chaa’ooN maiN rakh di’ya
dil jeetna kisi ka baaray fun ki baat hai
ye fun khuda ne us ki adaa’ooN maiN rakh di’ya
***

Re: ye fun khuda ne us ki adaa'ooN maiN rakh di'ya

[QUOTE]
dil ka dee'ya jala k hawaa'ooN maiN rakh di'ya
[/QUOTE]

Wah. Umda hai.

Nice :)

Tauba Tauba Sooraj app nay chaaoun main utha kay rakh diya kiya cold age doobara lanay ka erada hai....................nice attempt against global warming:)

P.S Nice choice:)

Re: ye fun khuda ne us ki adaa’ooN maiN rakh di’ya

nice :k:

thanks :)

thanks suny unkle :slight_smile:

Re: ye fun khuda ne us ki adaa'ooN maiN rakh di'ya

very nice..koko

Re: ye fun khuda ne us ki adaa'ooN maiN rakh di'ya

Buhat changey :-)

:cb:

This one is really KooL ... Miss KoYal :)