"Ye Ehl-e-Wafa "

kuch aesay ghao bhi hotay hain, jinhay zakhmi aap nahi dhotay
bin roa hoa aansooin ki terha sinay may chupa ker rekhtay hain
aur sari umar nahi rotay
neendein bhi muhyya hoti hain, sapnay bhi duur nahi hotay
kyoon phir bhi jaagtay rehtay hain aur sari raat nahi sotay
ab kis say kahein aa jaan-e-wafa
ye ehl-e-wafa
kis aag may jaltay rehtay hain
kyoon buj ker raakh nahi hotay


aankhon ki is narm zamee’n pay
aap hi aap ug jatay hain
jin ko Aanso kehtay hain

Nice :)


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


ham se haye dunya
é dunya waloun…

Nice.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


**
سكورپین کنگ
§©ö®Þïoñ_kîñg
**
Back In GupShup

Nice one

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


Life is like a piano — what you get out of it,
Depends on how you play it.

nice …

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~