Ye Dunya hai

                        Usy kehna ye dunya hai,                                                                                                            yahan har shakh matlab ki hadon tak saath chalta hai,                                                                                                 jun hi mausam badalta hai,                                                                mohabbat ke sabhi dawe sabhi kasmen sabhi waade,                                                                                        achanak toot jate hain,                                                                                                                           usay kehna ye dunya hai,                                                                                                             yahan har moor par apni sada ankhen khuli rakhna...,                                                                                                 koi kitna bhi acha ho koi kitna bhi sacha ho,                                                                                                                         magar aitbar mat karna...,                                                                                   usay kehna ye dunya hai,                                                                                      yahan par piyar mat karna.....!:)

Re: Ye Dunya hai

Nice One Muskurah..:)