Nice, Thanks for shring, Gul ka Zikr bhi ho geya poetry meiN :p
pehle jo post ki thi wuh humain Zeyda Pasand aai thi:~)
[/QUOTE]
Shukriya GuL-e-Tasbeeh ji. Aap ne hamaare jazbaatoN ko pasand kiya. ab har pal ke jazbaat eik jiase to hote nahin haiN..esi liye hamesha eik jaisa nahin likh paataa. phir bhii hamaara likha aap ko pasand aaya ye hi bahot hai hamaare liye. waise main koshish karoonga ke hamesha hamaara likha aap ko pahle se ziyaada pasand aaye...
arey Haan ! Gul kazikra bhi ho gaya..bas yun hi...
Re: Re: Re: Ye chaand eik magroor sitaara lage hameiN
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
Shukriya GuL-e-Tasbeeh ji. Aap ne hamaare jazbaatoN ko pasand kiya. ab har pal ke jazbaat eik jiase to hote nahin haiN..esi liye hamesha eik jaisa nahin likh paataa. phir bhii hamaara likha aap ko pasand aaya ye hi bahot hai hamaare liye. waise main koshish karoonga ke hamesha hamaara likha aap ko pahle se ziyaada pasand aaye...
arey Haan ! Gul kazikra bhi ho gaya..bas yun hi...
thanks once again.
[/QUOTE]
App nay Bilkul sahi farmayaa humesha ek say Jazbaat nahin hotay,
aur har ek kay liye mumkin bhi nahin wuh apne jazbaat ko paper peh Utaar sakay, issliye app khush ho jaaiye that u can:)
aur GuL ka zikar to shaaairi me na ho ga to kahan hoga:)
well once again Nice poetry and Koshish jaari rakhiye Allah appke work me barkat daalay ga ameen
Best wishes for you!
Re: Re: Re: Re: Ye chaand eik magroor sitaara lage hameiN
[QUOTE]
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *