Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Yar tery to sirf do howay, mera to poora Khandaan hi lock howa para hay aaj tak ... eww sab kay sab band kiay howay hain aaj tak sigh ...
Khair dafa karo, khud apna hi nuqsaan kia hay, hamara kai bigra ;-)

haan ab Tyfoon daal kar aag laga do ;-)
abill-lay... yaad aaya ...** Jalta howa Dhaaga** :-DDD

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

ROFL @ khandaan…

abay khaandaan tau meraa bhee hai par abb tau saaraY afraad yaad bhee naheeN..

Tyfoon, neelaa thothaa, abil laY, jaltaa huaa dhaagaa… yaar sub yaad aa rahaa hai aahistaa aahista… good ol days :D… :rotfl:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

to be honest,ab to mujhay bhi yaad nahi kay kon konsay namoonay nay meray Khandaan ki deewarain bananay main kirdaar adaa kia tha ;-)

lekin ab faida bhi koi nai, wo mahol, wo log bi nai ...
aaj to kaho kuch, to jawaab kuch milta hay ...

baat samjh hi nai aati 98% logon ko ab ... thats why my circle here is so limited :s

**
yaad aata hay mujh ko tera bachpan(55) ka owo zamana
patli patli tangoN main chimtaa howa ... lalala eww**

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

yaar 55 naheeN thaY .. i think sirf 48 thaY :blush:

aur aik humm sub kaa common walaa thaa :rotfl:

dau chaar maiN naY kiraaye par laY kar bhee band karwaaye haiN..

aik tau unn maiN uncle bhaand kaa bhee thaa :omg:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Dafa door ... I gave you few as well, and eventually lost in hate and crime ...
and *Evryone *... lol ... I have got a call from GHQ about Everyone ;-) He was asking how many ar eusing it... I said Everyone ;-)
Gs is for Everyone ;-)

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:rotfl:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Lurakhna bandd kar ... bandar lag raha hay bilkul :-p
zindagii zoo and naya bandar aaya :-p

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

cafe ik zoo aur nayaa bander ayaa ;-)

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Lekin iss Zoo kay asal 'makhlooqat' ko to zinda dargor kardia gaya ;-)
Shahe..., Gad... and etc wagaira wagaira ;-)

ab to sirf faltoo namonay type kay janwarz hain yahan ;-)

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

dadda abba jaisey kiya :konfused:

lol at janwarz :rotfl:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Ji haan main aik Bohaat hi AAala and Qeemti qisam ka Haiwaan hoon … mera shumaar Ashraf-ul-Makhlooqat main hota hay, and mujhay aam zabaan main Hazrat-e-Insaan kehtay hain :blush:

iss say ziaada ham nai khul saktay, oopar say orders hain :frowning:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Ji haan main aik Bohaat hi AAala and Qeemti qisam ka Haiwaan hoon
to phir aap ko kiya cage mein rakhna zarori ahi :aq:

mera shumaar Ashraf-ul-Makhlooqat main hota hay, and mujhay aam zabaan main Hazrat-e-Insaan kehtay hain :blush:


to phir aap hewaan kaisay hoay insaan and hewaan mein faraq hai

iss say ziaada ham nai khul saktay, oopar say orders hain :frowning:

behter hai ke naa khulain :emmy: aap ko tameez honi chahiye kis se kaise baat kerte hain

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Insaan bhi aik haiwaan hay, ever heard this ?

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:blush:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

insaan social animal hai yeh to suna hia baqi ka aap hi jaante hon gay :chai: kam az kam ham to hewaan nahi hain

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Thank you for translating it into english ...
I never said you are haiwaan...

ok guyes, later :-)

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:wave:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

yahan kya ho raha hai???

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

What is suchi? :clown:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

AQ your repute is way too good a top claas flooder with two stars:D

2 Likes