Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

kis ke saath hamein bhi to pata chale :hula:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

look who is talking :smokin2:
takhreeb kaar log :snooty:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

kyon zhakamoon par namak chirakh rahi hain app :crying:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

narazgi kee baat par hulaaaa :omg:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

lo yeh tumhare zakham hain :omg:
AQ :emmy: bechara bachay ka mazaaq na urao us ki baatein aise hi hain :meeno:
and AH all :wave:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

otay Allah Hafiz :hugz:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

AH aunty :wave:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

~Tere Yaad Saath Hai~
:bummer:

:teary2:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:halo: abaY naakaam aashiq :smack:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

yeah right you have reason for sharminda hoing hoooonh
and apna sarr pichkaing …

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:smash: :smash:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Nawaaz sharif ho kia ?
yeh loha peetna band karo ... you know jb is mod now LOL ...
waisay I have suggested hime being mod long long ago, I guess in feeding back or in general, but you see it took 3-5 years ;-)
apnu palti aaway aaway ;-)

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

LOL!
aik aur news hai :wink:
yahaaN naheeN bataaouN gaa :fatee:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

O jeo paaajiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii hugs

really you made me proud today :slight_smile: and yep this is THE time :slight_smile:
very much congratulations to you Jigar :slight_smile:
today is big no doubt for me :slight_smile:

Allah hamesha aisay hi kamyaabi ATA karain aamin summa aamin

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

kaamyaabi maiN bhee apnaa naam faTaak saY laY aayaa :hehe:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

zahir hay, agar ham na hotay, to aaj yahan aap bhi na hotay :wink:
yaad karo 8-9 saal pehlay kia howa tha :blush:
kon shaheed howa tha, kiss ki faatiha k liay aap login howay thay :-p

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Jasoos kee shahaadat :dixsi:

abaY Jasoos jaisaY legendary characters kaY baaraY maiN sub ko pataa honaa chaahiye abb … copyrighted material hai beTa… saRak chaapoN ko istemaal kee ijaazat naheeN honi chaahiye :smokin:
hooN :smokin2:
haaN :cool: :roman:
hehehehehe … blush looN pehlaY thoRa saa (((((:blush: ))))) ← pardaY maiN blush rahaa hooN, koi dekhaY gaa tau naheeN… :smooth:?

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

:blush:

haan It was created back in 99 then 2000 by me, and it had so many moods and so many creations … it was the most popular creature at gs at that time and most loving as well … it spell as Jasoos, all other spell are copy cats :wink:
ahem what about **Jasoos2, JASOOSA and Jasoos_Nee **:-p

BRB, with more info :wink:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Jasoos2 was your Hamzaad beTaa jaani :smooth:

Wasn’t he exactly like you, even the avatar :faizy:

:rotfl:
kaisaa character thaa naa :smooth:

Re: Ye Cafe ko kiya hotaa jaa rahaa hai???

Hi Anwi, good mronring :blush: